% \startsong \stitle{kyaa hu_aa tujhe bechain dil ho rahaa}% \film{Tumko Na Bhool Payenge}% \year{2002}% \starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}% \singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam}% \music{Dabbu Malik}% \lyrics{Salim Bijanauri}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kyaa hu_aa tujhe bechain dil ho rahaa kyuu.N hu_aa bhalaa mujh ko nahii.n kuchh pataa aisaa bhii kyaa ho gayaa re jaane mujhe kyaa hu_aa re dha.Dakane.n ba.Dhii.n dha.Dakane.n to ruk sii ga_ii.n saa.Nso.n kaa kyaa saa.Nse.n bhii bas me.n nahii.n are re re ye kyaa hu_aa re vo to nahii.n ho gayaa re kyaa hu_aa tujhe \threedots kitanaa mushkil chhupaanaa chhupaanaa us se bhii mushkil bataanaa bataanaa dil kii baato.n ko lekin apano.n se naa chhupaanaa huu.N kahanaa chaahuu.N mai.n lekin kuchh kahaa bhii na jaa_e rog tujh ko lagaa jo us se rab hii bachaa_e is kii davaa is kii davaa kuchh nahii.n ab hogaa kyaa are mujh ko pataa hii nahii.n are re re ye kyaa hu_aa re jaane mujhe kyaa hu_aa re kyaa hu_aa tujhe \threedots dil kii baato.n ko dilabar dilabar jo naa ham se kahoge kahoge dekhanaa zi.ndagii bhar tum ta.Dapate rahoge kaun saa mo.D hai ye kaisii ye bekhudii hai mai.n kahaa.N huu.N mujhe to kuchh khabar hii nahii.n hai kuchh to khabar lo tum zaraa apane dil kii dil to meraa ab paas mere nahii.n teraa hu_aa kyaa karuu.N re are re re pyaar ho gayaa re tujh se hii pyaar ho gayaa re % #endindian \endsong