% \startsong \stitle{gunagunaa_ii.n havaa_e.N ... tum aa_e}% \film{Tum Aaye (Non-Film)}% \year{2002}% \starring{}% \singer{Alka Yagnik, Hariharan}% \music{Raju Singh}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat, 25/12/2002 % \printtitle #indian % gunagunaa_ii.n havaa_e.N guu.Njii saarii dishaa_e.N man meraa magan ho ke gaa_e tum aa_e tum aa_e tum aa_e jhuumii.n saarii fizaa_e.N ghir ke aa_ii.n ghaTaa_e.N sapane hii sapane hai.n chhaa_e tum aa_e tum aa_e tum aa_e dha.Dakano.n pe jo ba.ndhan the sab khul ga_e jism\-o\-jaa.n pyaar kii os me.n dhul ga_e aarazuu ne hai dil me.n jo a.ng.Daa_ii lii jaane kaise nashe saa.Ns me.n ghul ga_e khvaab sajane lage hai.n saaj bajane lage hai.n chhaa_e hai.n phuulo.n ke saa_e tum aa_e tum aa_e tum aa_e tum mere hamasafar dil kii raaho.n me.n ho naaz kaise na merii nigaaho.n ko ho zi.ndagii jaise khvaabo.n me.n hai Dhal ga_ii tum merii ho ga_ii.n merii baaho.n me.n ho hogaa kyaa ham na jaane.n na_ii bharane u.Daane.n jazbaat ne par hai.n phailaa_e tum aa_e tum aa_e tum aa_e gunagunaa_ii.n havaa_e.N \threedots % #endindian \endsong