% \startsong \stitle{phuulo.n ke Dere hai.n, saaye ghanere hai.n}% \film{Zameer}% \year{1975}% \starring{Amitabh, Saira, Shammi Kapoor}% \singer{Kishore}% \music{Sapan Chakravarty}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jan 18 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: 1975? % \printtitle #indian % ho ho ho, hoho hoho hoho \threedots he he he, hehe hehe hehe \threedots hii hii \threedots phuulo.n ke Dere hai.n, saaye ghanere hai.n jhuum rahii hai.n havaae.n aise nazaaro.n me.n, khilatii bahaaro.n me.n pyaar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n \threedots (kahii.n bhii, aasmaan ke niiche gaatii nigaaho.n kaa, laharaatii baaho.n kaa haar mile to ruk jaae.n) \-2 haar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n \threedots (chale hai.n duur ham diivaane koii rasiilaa saa, baa.Nkaa sajiilaa saa yaar mile to ruk jaae.n) \-2 yaar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n \threedots he, pyaar mile to ruk jaae.n ho, pyaar mile to ruk jaae.n % #endindian \endsong %