% \startsong \stitle{merii aan bhagavaan kaN kaN se la.Dii hai}% \film{Toofan Aur Deeyaa}% \year{1956}% \starring{Satish Vyas, Nanda, Rajendra Kumar, Vatsala, Shanta Kumari, Ulhas}% \singer{Geeta}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10053 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ( merii aan bhagavaan ) \-2 kaN kaN se la.Dii hai jo tujhase bhii aaj la.Degii merii baat tumhe.n rakhanii pa.Degii merii aan bhagavaan dekh apano.n kaa dukh jo chhipaa_oge mukh isase aapas kii raar ba.Dhegii merii baat tumhe.n rakhanii pa.Degii merii aan bhagavaan \threedots hamane to sunaa hai ba.Do.n ke mukh se apane baalako.n se tumako bhii pyaar hai phir kyo.n bhuulate ho sabake pitaa kuchh hamaaraa bhii tumape adhikaar hai la.Dakha.Daate hai.n paa.Nv aur dekh rahe tum kyaa ye nayyaa bha.nvar me.n a.Degii merii baat tumhe.n rakhanii pa.Degii merii aan bhagavaan \threedots merii palako.n kaa to.D kinaaraa lagii bahane aa.Nsu_o.n kii dhaaraa terii dharatii bahegii teraa ambar bahegaa bah jaa_egaa aasan tumhaaraa merii sun ke bhagavaan jo diyaa nahii.n dhyaan to jabaan merii zid pe cha.Dhegii merii baat tumhe.n rakhanii pa.Degii merii aan bhagavaan \threedots % #endindian \endsong