% \startsong \stitle{aanaa hai to chale aa_o suhaanii shaam hai}% \film{Taxi Stand}% \year{1958}% \starring{Anita Guha, Chandrashekhar, K N Singh, Majnu, Sundar, Om Prakash, Tuntun}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10163 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: aanaa hai to chale aa_o suhaanii shaam hai aise me.n aapase dil ko zaruurii kaam hai ra \: hamako bhii to qasam le lo kahaa.N aaraam hai pahaluu me.n dard hai lab pe tumhaaraa naam hai aa \: itanaa hii tumase hamako thaa kahanaa dil me.n samaanaa dil hii me.n rahanaa \-2 is dil ko tumase yahii kaam hai aanaa hai to chale aa_o \threedots ra \: hai Daalii\-Daalii ulfat kii maalaa ra.ngo.n me.n Duubaa phuulo.n kaa pyaalaa \-2 jaise muhabbat kaa ik jaam hai hamase bhii to qasam le lo \threedots aa \: halkaa saa ab to karake ishaaraa Duubate hu_e ko denaa sahaaraa terii hii nazaro.n kaa ye kaam hai aanaa hai to chale aa_o \threedots % #endindian \endsong