% \startsong \stitle{piital kii merii gaagarii}% \film{Do Boond Pani}% \year{1971}% \starring{Simi Garewal, Jalal Agha, Madhu Chanda}% \singer{Parveen Sultana, Minoo Purshottam}% \music{Jaidev}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Credits: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.com) % Surajit A Bose % Editor: Vinay P Jain % Comments: % \printtitle #indian % piital kii merii gaagarii, dila.Dii se mol ma.Ngaaii re - 2 paa.Nvo.n me.n ghu.Ngharuu baa.Ndh_ke, ab paniyaa bharan ham jaaii re - 2 piital kii merii gaagarii paayaliyaa bole chhumak-chhumak, badalii hai chaal, haay haay badalii hai chaal javaanii kii - 2 chunarii sarake idhar-udhar, besarmii dekh, oy hoy besarmii dekh diivaanii kii - 2 badanaamii hogii gaa.Nv me.n chunarii kahii.n jo tuune ga.Nvaaii re - 2 piital kii merii gaagarii ... ##tinkling laughter## san-san-san-san jiyaa kare jab gagarii Duube paanii me.n jab gagarii Duube paanii me.n apanaa mukha.Daa nayaa lage, ham jab-jab, o ham jab-jab, o ham jab-jab dekhe.n paanii me.n - 2 gaalo.n pe laalii aa ga_ii, haay kisane ye aag lagaaii re - 2 piital kii merii gaagarii ... ek din aisaa bhii thaa, paanii thaa gaa.Nv me.n paanii thaa gaa.Nv me.n laate the gagarii bharake taaro.n kii chhaa.Nv me.n taaro.n kii chhaa.Nv me.n kahaa.N se paanii laae.N, kahaa.N ye pyaas bujhaae.N - 2 jal-jal_ke bairii dhuup me.n sa.Nvalaayaa ra.ng, duhaaii re - 2 piital kii merii gaagarii ... % #endindian \endsong %