% \startsong \stitle{pal do pal kaa saath hamaaraa}% \film{The Burning Train}% \year{1980}% \starring{Dharmendra, Hema Malini, Vinod Khanna, Parveen Babi, Neetu Singh, Danny, Vinod Mehra, Jeetendra, Simi}% \singer{Rafi, Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11613 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: pal do pal kaa saath hamaaraa pal do pal ke yaaraane hai.n is ma.nzil pe milane vaale us ma.nzil par kho jaane hai.n pal do pal kaa \threedots nazaro.n ke shoK nazaare ho.nTho.n ke garm paimaane aa \: hai.n aaj apanii mahafil me.n kal kyaa ho ko_ii kyaa jaane ye pal Kushii kii jannat hai is pal me.n jii le diivaane aaj kii Kushiyaa.N ek haqiiqat kal kii Kushiyaa.N afasaane hai.n pal do pal kaa \threedots har Kushii kuchh der kii mehamaan hai puuraa kar le dil me.n jo aramaan hai ra \: zindagii ik tez rau (?) isakaa jo piichhaa kare naadaan hai aa \: gumashudaa Kushiyo.n par kyo.n hairaan hai vaqt lauTe isakaa kab imtehaan hai ko \: jhuum jab tak jhuum aa \: jhuum jab tak dha.Dakano.n me.n jaan hai jhuumanaa hii zindagii kii shaan hai ra \: avval aaKir har ko_ii anajaan hai zindagii bas raah kii pahachaan hai dosto apanaa to ye iimaan hai jo bhii jitanaa saath de ehasaan hai umr kaa rishtaa jo.Dane vaale aa \: apanii nazar me.n diivaane hai.n pal do pal kaa \threedots % #endindian \endsong