% \startsong \stitle{dil hai luTaa hu_aa jahaa.N}% \film{Talaash}% \year{1957}% \starring{Ashok Kumar, Beena Roy, Jagirdar, Yaqub}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12253 [V S Rawat], 10/01/2004 % % song courtesy: http://homepage.mac.com/tarana/cr/ % song contact: tarana at mac.com % \printtitle #indian % dil hai luTaa hu_aa jahaa.N raat bhii hai dhu_aa.N\-dhu_aa.N ai merii maut ye bataa aise me.n rah ga_ii kahaa.N dil hai luTaa hu_aa jahaa.N ( ab na kisii ko mujhase pyaar ab na kisii kaa i.ntazaar ) \-2 dil kii Kizaa.N chalii ga_ii merii Kushii kii wo bahaar Kaaq u.Daa ke chal diyaa aa Kaaq u.Daa ke chal diyaa merii Kushii kaa kaarawaa.N dil hai luTaa hu_aa jahaa.N raat bhii hai dhu_aa.N\-dhu_aa.N ai merii maut ye bataa aise me.n rah ga_ii kahaa.N dil hai luTaa hu_aa jahaa.N ( ai dil\-e\-beqaraar sun bhuul jaa ab Kushii kii dhun ) \-2 phuulo.n se teraa kaam kyaa kaa.NTo.n ko chun sake to chun ab na kisii kii aas kar aa ab na kisii kii aas kar aayegaa kaun ab yahaa.N dil hai luTaa hu_aa jahaa.N raat bhii hai dhu_aa.N\-dhu_aa.N ai merii maut ye bataa aise me.n rah ga_ii kahaa.N dil hai luTaa hu_aa jahaa.N % #endindian \endsong %