% \startsong \stitle{tere pyaar me.n huye badanaam ham loTe kii qasam Thaalii kii qasam}% \film{Toote Khilaune}% \year{1954}% \starring{Shekhar, Poornima, Gulab, Ranjeet Kumari, Ginger (dog)}% \singer{Shamshad, Chitragupt}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12290 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % chi \: tere pyaar me.n huye badanaam ham loTe kii qasam Thaalii kii qasam \-2 sha \: bhuule ghar ke sab kaam ham aaluu kii qasam gobhii kii qasam \-2 chi \: tere pyaar me.n huye badanaam ham loTe kii qasam Thaalii kii qasam sha \: bhuule ghar ke sab kaam ham aaluu kii qasam gobhii kii qasam chi \: ( din raat muhobbat me.n terii chuulhe kii tarah ham jalate rahe haay jalate rahe ) \-2 sha \: ( ham dil kii ka.Dhaa_ii me.n baalam tere pyaar ke bhajiye talate rahe ) \-2 chi \: chuulhe kii tarah ham jalate rahe jalate rahe subah\-o\-shaam ham koyale kii qasam laka.Dii kii qasam \-2 sha \: tere pyaar me.n huye badanaam ham loTe kii qasam Thaalii kii qasam chi \: bhuule ghar ke sab kaam ham aaluu kii qasam gobhii kii qasam sha \: ( naino.n kii raqaabii me.n rakh ke ham pyaar kii barafii laa na sake haay laa na sake ) \-2 chi \: teraa jalawaa miiThaa halawaa hai jii bhar ke ise ham khaa na sake o teraa jalawaa miiThaa halawaa hai jii bhar ke ise ham khaa na sake \-2 sha \: tum piste aur baadaam ham pe.De kii qasam barfii kii qasam \-2 do \: tere pyaar me.n huye badanaam ham loTe kii qasam Thaalii kii qasam \-2 bhuule ghar ke sab kaam ham aaluu kii qasam gobhii kii qasam \-2 % #endindian \endsong %