% \startsong \stitle{kaliyo.n sii palake.n hai.n palako.n me.n kaajal hai}% \film{Vishwavidhata}% \year{1997}% \starring{Jackie Shorff, Ayesha Jhulka, Sharad Kapoor}% \singer{Hariharan}% \music{A R Rahman}% \lyrics{P K Mishra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12485 [V S Rawat], 01/02/2004 % Comments: Dubbed From Tamil: Pudhiya Mugam % % Kavita has rendered same tune in "nazaro.n ke milane se" % \printtitle #indian % kaliyo.n sii palake.n hai.n palako.n me.n kaajal hai %(the eyelids are like buds, there is black decorative paste in the eyelids) chaa.Ndanii saa cheharaa hai kaise sa.mbhaale.n dil %(the face is like moonlight, how do i control my heart) zulfe.n ghaTaa_o.n sii gaalo.n pe kaalaa til %(the hairlocks are like clouds, there is black mole on cheeks) kamasin adaaye.n hai.n kaise sa.mbhaale.n dil %(there are childish styles, how do i control my heart) khilatii javaanii hai rut bhii suhaanii hai %(the adulthood is blooming, the season is also enchanting) phuulo.n ke cheharo.n pe kis kii kahaanii hai %(whose story is there on the face of the flowers) pa.nchhii kii tarah kyuu.N chaahate.n hai.n cha.nchal %(why the loves are mischievious like birds) ThaNDii havaa_o.n me.n aaj kaisii halachal %(what type of movement is there in the cold winds) ho.nTho.n pe chhalakii hai ikaraar kii shabanam %(the dew of agreement has overflown on your lips) tere Kayaalo.n me.n hai pyaar kii saragam %(the octave of love is there in your thoughts) laharaa rahaa hai yuu.N kaamanii kaa aa.Nchal %(the scarf of the beautiful lady is wavering as if) laharaa rahaa jaise nadiyaa kaa nirmal jal %(the clean water of river is wavering) % #endindian \endsong %