% \startsong \stitle{merii duniyaa hai tujhame.n kahii.n}% \film{Vaastav/ The Reality}% \year{1999}% \starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}% \singer{Sonu Nigam, Kavita Subramaniam/ Sonu Nigam}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % merii duniyaa hai tujhame.n kahii.n tere bin mai.n kyaa kuchh bhii nahii.n merii jaan me.n terii jaan hai o saathii mere merii duniyaa hai \threedots palako.n me.n tere ruup kaa sapanaa sajaa diyaa pahalii nazar me.n hii tujhe apanaa banaa liyaa hai yahii aarazuu har gha.Dii baiThii raho mere saamane merii duniyaa hai \threedots tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n aisaa lagaa mere sanam ham jo yahaa.n mile saharaa me.n jaise shabanamii chaahat ke gul khile ye zamii.n aasamaa.n kah rahe ham to kabhii na ho.nge judaa merii duniyaa hai \threedots % %Part 2: % merii duniyaa hai tujhame.n kahii.n tere bin mai.n kyaa kuchh bhii nahii.n merii jaan me.n terii jaan hai o saathii mere merii duniyaa hai \threedots palako.n me.n tere ruup kaa sapanaa sajaa diyaa pahalii nazar me.n hii tujhe apanaa banaa liyaa hai yahii aarazuu har gha.Dii baiThii raho mere saamane merii duniyaa hai \threedots aa.Nkho.n ke raaste mere dil me.n utar ga_ii saa.Nso.n me.n tere jism kii khushbuu bikhar ga_ii har jagah raat din pyaar se mai.n jaan\-e\-man teraa naam luu.n merii duniyaa hai \threedots % #endindian \endsong