% \startsong \stitle{jab se mai.n tujh se milaa huu.N ... jab se dil tum se milaa hai}% \film{Yeh Dil Aashiqana}% \year{2002}% \starring{Karan Nath, Jeevidha, Aditya Pancholi}% \singer{Kumar Sanu/ Sarika Kapoor}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % % \printtitle #indian % %Part 1: % ai he aa haa haa haa jab se mai.n tujh se milaa huu.N tab se huu.N teraa diivaanaa pahale to mai.n bekhabar thaa chaahat ko ab maine jaanaa jab se mai.n tujh se \threedots jaan\-e\-man terii mohabbat me.n naa jaane kaisaa nashaa hai naa hai khabar din kii naa raat kaa bhii pataa hai diivaanagii hai kyaa bekhudii hai he he aa haa haa haa jab se mai.n tujh se \threedots ai he aa haa haa haa ab tanhaa tere binaa ik pal bhii na jiinaa ga.nvaaraa mujh ko tere pyaar kii bekaraarii ne maaraa mujh ko churaa le apanaa banaa le jab se mai.n tujh se \threedots % %Part 2: % ai he aa haa haa haa jab se dil tum se milaa hai tab se hai teraa diivaanaa pahale to mai.n bekhabar thii chaahat ko ab maine jaanaa jab se dil tum se \threedots jaan\-e\-man terii mohabbat me.n naa jaane kaisaa nashaa hai naa hai khabar din kii naa raat kaa bhii pataa hai diivaanagii hai kyaa bekhudii hai he he aa haa haa haa jab se dil tum se \threedots ai he aa haa haa haa ab tanhaa tere binaa ik pal bhii na jiinaa ga.nvaaraa mujh ko tere pyaar kii bekaraarii ne maaraa mujh ko churaa le apanaa banaa le jab se dil tum se \threedots % #endindian \endsong