% \startsong \stitle{jaataa hai tuu kahaa.n re baabaa sun pyaare}% \film{Yes Boss}% \year{1997}% \starring{Shahrukh Khan, Juhi Chawala, Aditya Pancholi}% \singer{Abhijit}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jaataa hai tuu kahaa.n re baabaa sun pyaare ruk jaa re duniyaa ke ba.De Te.Dhe ye raaste khatare hii khatare hai.n tere vaaste jaataa hai tuu kahaa.n \threedots aajakal aisii bhii luuT hai kahane ko pyaar hai samajho to jhuuTh hai dekh tuu luTane lagaa teraa ishtahaar kisake haatho.n me.n jaataa hai tuu kahaa.n \threedots pyaar kaa jo karate hai.n shor dhyaan hai teraa jinakii or aa mai.n bataa_uu.n kaun hai vo raat me.n Daakuu din me.n chor jaataa hai tuu kahaa.n \threedots haath jo.Duu.n tere pa.Duu.n tere pa_iyaa.n chho.D ke na jaa mujhe chho.D ke merii ba_iyaa.n sun le merii arj o sajan jaane vaale ye to bataa jaataa hai tuu kahaa.n \threedots bikate hai.n iimaan yahaa.n baazaaro.n me.n a.njaane tuu na jaane ko_ii jaal phailaa terii raaho.n me.n ko_ii baat hai terii baato.n me.n ye jaan le merii baato.n me.n faisalaa tujhako aaj karanaa hai Duub jaanaa hai yaa ubharanaa hai is taraf jhuuTh hai dikhaavaa hai us taraf laalachii nigaahe.n hai is taraf mere dil kii raahe.n hai.n jaataa hai tuu kahaa.n \threedots % #endindian \endsong