% \startsong \stitle{zindagii ha.Nsane gaane ke li_e hai pal do pal}% \film{Zameer}% \year{1975}% \starring{Amitabh, Saira Bano, Shammi Kapoor}% \singer{Kishor}% \music{Sapan Chakravarti}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10349 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % zindagii ha.Nsane gaane ke li_e hai pal do pal ise khonaa nahii.n kho ke ronaa nahii.n zindagii ha.Nsane gaane \threedots tere girane me.n bhii terii haar nahii.n ki tuu aadamii hai avataar nahii.n jo ho desh vo bhes banaa pyaare chale jaise kaam chalaa pyaare pyaare tuu Gam na kar zindagii ha.Nsane gaane \threedots jahaa.N sach naa chale vahaa.N jhuuTh sahii jahaa.N haq na mile vahaa.N luuT sahii yahaa.N chor hai.n sab ko_ii saadhu nahii.n sukh Dhuu.NDh le sukh aparaadh nahii.n pyaare tuu Gam na kar zindagii ha.Nsane gaane \threedots % #endindian \endsong