% \startsong \stitle{kidhar mai.n jaa_uu.N ... kabhii kisii kii Kushiyaa.N ko_ii luuTe naa}% \film{Zindagi Aur Khwab}% \year{1961}% \starring{Rajendra Kumar, Meena Kumari, Jayant, Agha, Naazi, Jivankala}% \singer{Mukesh}% \music{Duttaram}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10185 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kidhar mai.n jaa_uu.N samajh na paa_uu.N bulaa rahii hai.n do raahe.n idhar hai mamataa aur udhar hai.n bhiigii niGaahe.n kabhii kisii kii Kushiyaa.N ko_ii luuTe naa banate\-banate mahal kisii kaa TuuTe naa kabhii kisii kii \threedots bha.Nvar se bach ke ek bhaTakatii naav lagii thii kinaare kise Kabar thii phir pahu.Nchegii in aa.Nsu_o.n ke dvaare haay is tarah bhaag kisii se ruuThe naa banate\-banate mahal \threedots abhii abhii do phuulo.n vaalii jhuum rahii thii Daalii ghirii achaanak kaalii badalii bijalii giraane vaalii hote\-hote saath kisii kaa chhuuTe naa banate\-banate mahal \threedots % #endindian \endsong