% \startsong \stitle{pyaar hame.n kis mo.D pe le aayaa}% \film{Satte Pe Satta}% \year{}% \starring{Amitabh, Hema Malini, Sachin, Shakti Kapoor, Ranjeeta, Kanwaljeet, Amzad Khan}% \singer{Kishore, Bhupinder, R D Burman}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulshan Bawra}% % % Contributor: Pankaj Kakkar % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/30/1996 % Credits: anand@cegt201.bradley.edu(Anand Tiwari) % ashoke@tir.few.eur.nl (Ashoke Kumar Sinha) % \printtitle #indian % ham ne vo kyaa dekhaa jo kahaa diivaanaa ham ko nahii.n kuchh samajh zaraa samajhaanaa pyaar me.n jab bhii aa.Nkh kahii.n la.D jaaye tab dha.Dakan aur bechainii ba.Dh jaaye ginataa hai jab koii raato.n ko taare tab samajho use pyaar ho gayaa \- pyaare pyaar hame.n kis mo.D pe le aayaa ki dil kare haay \- haay koii to bataaye kyaa hogaa battiyaa.N bujhaa do \- are koii battii to bujhaa de yaar battiyaa.N bujhaa do ki nii.nd nahii.n aatii hai battiyaa.N bujhaane se bhii nii.nd nahii.n aayegii battiyaa.N bujhaane vaalii jaane kab aayegii \- sh! sh! sh! shor na machaa_o varanaa bhaabhii jaag jaayegii pyaar tumhe.n kis mo.D pe le aayaa ki dil kare haay \- haay koii ye bataaye kyaa hogaa pyaar \threedots \- honaa kyaa hai? jaa ke unhe.n le aaye.nge! % wild cahoots, carolling and music going frenetic with joy % RDB going crazy with top-of-his-voice yelling :-) % The rest of the song at a much more lively pace... aakhir kyaa thii aisii bhii majabuurii mil gae dil ab bhii kyo.n hai ye duurii are, dam hai to un ko chhiin ke le aaye.nge dii na gar ghar vaalo.n ne ma.nzuurii % RDB goes tii-ra-pa-ra-paraa.. pyaar hame.n kis mo.D pe le aayaa ki dil kare haay \- haay koii ye bataaye kyaa hogaa % #endindian \endsong %