% \startsong \stitle{pyaar kar liyaa to kyaa, pyaar hai khataa nahii.n}% \film{Kabhi Kabhi}% \year{1976}% \starring{Amitabh, Shashi Kapoor, Rishi Kapoor, Rakhee, Neetu Singh}% \singer{Kishore}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Guess Who (neelu@sun.soe.clarkson.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % pyaar kar liyaa to kyaa pyaar hai khataa nahii.n \- (2) terii merii umr me.n kisane ye kiyaa nahii.n pyaar kar liyaa to kyaa pyaar hai khataa nahii.n tere ho.nTh mere ho.nTh sil gaye to kyaa huaa \- (2) dil kii tarah jism bhii mil gaye to kyaa huaa \- (2) isase pahale kyaa kabhii ye sitam huaa nahii.n pyaar kar liyaa to kyaa pyaar hai khataa nahii.n (mai.n bhii hoshama.nd huu.N tuu bhii hoshama.nd hai us tarah jiye.nge ham jis tarah pasa.nd hai ) \- (2) unakii baat kyuu.N sune.n jinase vaastaa nahii.n pyaar kar liyaa to kyaa pyaar hai khataa nahii.n (rasm kyaa rivaaz kyaa dharm kyaa samaaj kyaa dushmano.n kaa khauf kyuu.N dosto.n kii laaj kyaa ) \- (2) ye vo shokh hai ki jisase koI bhii bachaa nahii.n pyaar kar liyaa to kyaa pyaar hai khataa nahii.n \- (2) terii merii umr me.n kisane ye kiyaa nahii.n pyaar kar liyaa to kyaa pyaar hai khataa nahii.n % #endindian \endsong %