% ITRANS SONG \startsong \stitle{chaa.Nd tuu jab bhii musakuraataa hai}% \film{Sarhad (Pakistani-Film)}% \year{1966}% \starring{Ejaz, Saloni, Husna, Talish, Alauddin}% \singer{Mehdi Hasan, Noorjehan}% \music{Khurshid Anwar}% \lyrics{Tanvir Naqvi}% % Contributor: V S Rawat, Aug 02, 2004 % Credits: Irfan % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ % Series: NOOR-E-TARANNUM % Comments{}% The song is based on Raag Paha.Di \printtitle #indian nuu \: ( chaa.Nd tuu jab bhii musakuraataa hai dil meraa Duub\-Duub jaataa hai ) \-2 merii yaado.n me.n wo bhii ro\-ro kar raat Gam kii guzaarate ho.nge pyaar kii waadiyo.n me.n Gum ho kar mujhako aksar pukaarate ho.nge jab kabhii ye Kayaal aataa hai dil meraa Duub\-Duub jaataa hai me \: unakii zulfo.n ko chhuu liyaa hogaa mast ho kar hawaaye.n aa_ii hai.n gunagunaatii hai raat tham ##pause## tham ke duur se yuu.N sadaaye.n aa_ii hai.n jaise ko_ii mujhe bulaataa hai dil meraa Duub\-Duub jaataa hai nuu \: chaa.Nd tuu jab bhii musakuraataa hai dil meraa Duub\-Duub jaataa hai #endindian \endsong