% ITRANS SONG \startsong \stitle{suno, suno, kaise kah duu.N bajariyaa ke biich}% \film{Ladli}% \year{1949}% \starring{Jairaj, Sulochana Chatterjee, Sulochana, Kuldip Kumar}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Naazim Paanipati}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian suno suno suno suno suno suno re suno re suno suuno ( kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai ) \-2 mere siine me.n aaho.n kaa shor hai meraa nanhaa saa dil kamajor hai \-2 mose ekalii rahaa nahii.n jaat hai ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n kaaTuu.N mai.n raat re jiyaa maane na haay morii baat re \-2 terii qasam \-2 terii qasam ye ba.Daa kamazaat hai u_i da_iyaa ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai morii suunii pa.Dii hai aTariyaa mohe kose hai baalii umariyaa mohe kose mohe kose hai baalii umariyaa chupake\-chupake chupake\-chupake jawaanii bulaat hai ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich #endindian \endsong