% \startsong \stitle{raah pe rahate hai.n yaado.n pe basar karate hai.n}% \film{Namkin}% \year{}% \starring{Sanjeev kumar, Shabana, Sharmila, Waheeda.}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Sandeep C. Patwardhan (scp@shack.csci.csc.com) % Transliterator: Anurag Acharya (anurag.acharya@cs.cmu.edu) % Credits: % Editor: Vinay Jain % \printtitle #indian % raah pe rahate hai.n yaado.n pe basar karate hai.n Khush raho ahale vatan ho~ ham to safar karate hai.n jal gaye jo dhuup me.n to saayaa ho gaye -2 aasamaa.N kaa koii konaa o.Dhaa so gaye jo guzar jaatii hai bas usape guzar karate hai.n ho~ raah pe rahate hai.n yaado.n pe basar karate hai.n Khush raho ahale vatan ho~ ham to safar karate hai.n u.Date pairo.n ke tale jab bahatii hai zamii.n -2 mu.Dake hamane koii ma.nzil dekhii hii nahii.n raat din raaho.n pe ham shaam-o-sahar karate hai.n ho~ raah pe rahate hai.n yaado.n pe basar karate hai.n Khush raho ahale vatan ho~ ham to safar karate hai.n aise uja.De aashiyaane tinake u.D gaye ho~ aise uja.De aashiyaane tinake u.D gaye bastiyo.n tak aate aate raste mu.D gaye ham Thahar jaaye.n jahaa.N usako shahar karate hai.n ho~ raah pe rahate hai.n yaado.n pe basar karate hai.n Khush raho ahale vatan ho~ ham to safar karate hai.n % #endindian \endsong %