% ITRANS SONG \startsong \stitle{mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai}% \film{Pyaar Ki Baaten}% \year{1951}% \starring{Nargis, Tirlok Kapur}% \singer{Geeta, Mukesh}% \music{Bulo C Rani}% \lyrics{M L Khanna}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian gii \: mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai mastii kii barasaat hai bhigii\-bhigii raat hai mu \: mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai mastii kii barasaat hai bhigii\-bhigii raat hai do \: mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai mu \: dil kii bastii viiraa.N hai tuu man ke miit kahaa.N hai merii duniyaa aaj jawaa.N hai bechain papiihe ke ho.nTho.n pe mere dil kii baat hai do \: bhigii\-bhigii raat hai mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai mastii kii barasaat hai bhigii\-bhigii raat hai mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai gii \: ye rut ye ra.ngiilaa mosam aur birahaa me.n ta.Dape ham kyuu.N bichha.D gaye ho baalam nazar milaa kar nazar churaa le, ye bhii ko_ii baat hai do \: bhigii\-bhigii raat hai mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai mastii kii barasaat hai bhigii\-bhigii raat hai mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai gii \: aajaa ab dil TuuT na jaaye mu \: sabar kaa daaman chhuuT na jaaye gii \: qisamat mu se ruuTh na jaaye mu \: priit kaa rog lagaane waale, laaj tere haath hai gii \: priit kaa rog lagaane waale, laaj tere haath hai do \: bhigii\-bhigii raat hai mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai mastii kii barasaat hai bhigii\-bhigii raat hai mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai #endindian \endsong