% ITRANS SONG \startsong \stitle{ho duur desh se aa jaa re}% \film{Shokhiyaan}% \year{1951}% \starring{Suraiya, Premnath, Jeevan}% \singer{Suraiya, Lata, Chorus}% \music{Jamal Sen}% \lyrics{Kedar Sharma}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 % First film of Jamal Sen \printtitle #indian o ho duur desh se aa jaa re \-2 aa jaa re, aa jaa re, mose rahaa nahii.n jaaye \-2 mai.n moranii mar jaa_uu.Ngii aa taane de mohe saratiyaa ?? morii basii ha.Nsii u.Daaye chho.D ke jo jaaye paradesii \-2 paachhe lauT na aaye \-2 aa ke dhiir ba.ndhaa jaa re aa jaa re, aa jaa re, mose rahaa nahii.n jaaye \-2 mai.n moranii mar jaa_uu.Ngii aa ban\-ban bhaTakuu.N rain\-diwas jiyaa kis bidh chal naahi.n paaye nagarii jo suunii bha_ii \-2 phir nainaa kyuu.N bhar aaye nainaa kyuu.N bhar aaye naino.n kii pyaas bujhaa jaa re \-2 aa jaa re, aa jaa re, mose rahaa nahii.n jaaye \-2 mai.n moranii mar jaa_uu.Ngii aa uma.D\-uma.D kar badaliyaa.N baras\-baras tarasaaye.n saawan kii ye sautane \-2 mohe aaTho.n pahar jalaaye.n aaTho.n pahar jalaaye.n saawan ko samajhaa jaa re \-2 aa jaa re, aa jaa re, mose rahaa nahii.n jaaye \-2 mai.n moranii mar jaa_uu.Ngii #endindian \endsong