% ITRANS SONG \startsong \stitle{duniyaa me.n nahii.n ... zamaanaa sach kahataa hai}% \film{Ambar}% \year{1952}% \starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Ghulam Mohemmad}% \lyrics{Shakeel}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian la \: duniyaa me.n \-2 duniyaa me.n nahii.n ko_ii yaar wafaadaar zamaanaa sach kahataa hai \-2 yahaa.N karanaa kisii se pyaar hai bekaar zamaanaa sach kahataa hai \-2 ra \: dukh\-dard kaa hai baazaar ye sa.nsaar zamaanaa sach kahataa hai \-2 milanaa hai yahaa.N dushwaar dil ko karaar zamaanaa sach kahataa hai \-2 la \: kar gaye wo bhii hamase kinaaraa jianko basaayaa man me.n pyaar kii baazii jiit sakaa hai ko_ii na is jiiwan me.n \-2 hotii hai yahaa.N har baar dil kii haar zamaanaa sach kahataa hai \-2 ra \: qisamat ne majabuur banaakar chhiin liyaa sukh hamase kaayaa is qaid me.n aa kar kaun bachaa hai Gam se \-2 chalate hai.n yahaa.N par waar Gam ke hazaar zamaanaa sach kahataa hai \-2 la \: duniyaa me.n nahii.n ko_ii yaar wafaadaar zamaanaa sach kahataa hai \-2 #endindian \endsong