% ITRANS SONG \startsong \stitle{luuTaa hai zamaane ne qismat ne miTaayaa hai}% \film{Doraahaa}% \year{1952}% \starring{Nalini Jaywant, Shekhar, Diwan Sharar}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Prem Dhawan}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian luuTaa hai zamaane ne qismat ne miTaayaa hai ik baar ha.Nsaayaa thaa ik baar ha.Nsaayaa thaa sau baar rulaayaa hai luuTaa hai zamaane ne qismat ne miTaayaa hai duniyaa me.n vafaa kaisii ulfat bhii hai ik dhokhaa \-2 ye duniyaa bhii dekhii hai ye duniyaa bhii dekhii hai ye dhokhaa bhii khaayaa hai is Gam ke andhere me.n ab yaad nahii.n ye bhii \-2 kab diip jalaayaa thaa kab diip jalaayaa thaa kab diip bujhaayaa hai Kaamosh huu.N is Dar se rusavaa_ii na ho terii \-2 umaDe huye ashqo.n ko umaDe huye ashqo.n ko palako.n me.n chhupaayaa hai luuTaa hai zamaane ne qismat ne miTaayaa hai #endindian \endsong