% ITRANS SONG \startsong \stitle{mubaarakabaad dene ko ... Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re}% \film{Mayur Pankh}% \year{1953}% \starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian mubaarakabaad dene ko hawaa baaGo.n se aa_ii hai bahaare.n saarii duniyaa kii wo apane saath laa_ii hai Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re o Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re dekho mast zamaane aaye re haay re Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re nashiilii bahaaro.n me.n dil kho rahaa hai dil kho rahaa hai nigaaho.n se matalab adaa ho rahaa hai \-2 adaa ho rahaa hai ho.nTho.n pe baat dil kii aaye re o o o \-2 dekho mast zamaane aaye re haay re Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re Kushii pyaar ban ke jhukii jaa rahii hai jhukii jaa rahii hai mohabbat kii mahafil luTii jaa rahii hai \-2 luTii jaa rahii hai aa.Nkho.n me.n raat jhuume jaaye re dekho mast zamaane aaye re haay re Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re muhabbat kaa inape asar ho gayaa hai asar ho gayaa hai udhar ho chukaa hai idhar ho rahaa hai \-2 idhar ho rahaa hai inase na aaj rahaa jaaye re \-2 dekho mast zamaane aaye re haay re Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re o o o Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re dekho mast zamaane aaye re haay re Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re #endindian \endsong