% ITRANS SONG \startsong \stitle{kisii ne apanaa banaa ke mujhako muskuraanaa sikhaa diyaa}% \film{Patitaa}% \year{1953}% \starring{Dev Anand, Usha Kiran, Agha}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian kisii ne apanaa banaa ke mujhako muskuraanaa sikhaa diyaa a.ndhere ghar me.n kisii ne ha.Ns ke chiraaG jaise jalaa diyaa kisii ne apanaa banaa ke mujhako muskuraanaa sikhaa diyaa sharam ke maare mai.n kuchh na bolii \-2 nazar ne paradaa giraa diyaa magar wo sab kuchh samajh gaye hai.n ke dil bhii mai.nne ga.Nvaa diyaa kisii ne apanaa banaa ke mujhako muskuraanaa sikhaa diyaa na pyaar dekhaa na pyaar jaanaa \-2 sunii thii.n lekin kahaaniyaa.N \-2 jo Kwaab raato.n me.n bhii na aayaa wo mujhako din me.n dikhaa gayaa kisii ne apanaa banaa ke mujhako muskuraanaa sikhaa diyaa wo ra.ng bharate hai.n zi.ndagii me.n \-2 badal rahaa hai meraa jahaa.N ko_ii sitaare luTaa rahaa thaa kisii ne daaman bichhaa diyaa kisii ne apanaa banaa ke mujhako muskuraanaa sikhaa diyaa a.ndhere ghar me.n kisii ne ha.Ns ke chiraaG jaise jalaa diyaa #endindian \endsong