% ITRANS SONG # 15058; Created on Aug 16, 2004 \startsong \stitle{kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa}% \film{Adhikaar}% \year{1938}% \starring{P C Barua, Jamuna Barua, Pankaj Mullick}% \singer{Pahari Sanyal, Pankaj Mullick}% \music{Timir Baran}% \lyrics{Munshi Arzoo/ Rasheed}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 13, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa \-2 swarg bharii wo prem kii rainaa \-2 kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa ( bagiyan me.n mil\-jul ke jaanaa phuulo.n kaa wo mahal banaanaa ) \-2 dulhaa\-dulhan ban byaah rachaanaa \-2 aa.Nchal Dhal ko jan me.n phiranaa pyaaraa sapanaa kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa ( haay achaanak hu_aa saveraa jag maayaa ne man ko gheraa ) \-2 uja.D gayaa wo rain baseraa \-2 TuuT gayaa ha.Nso.n kaa Dainaa \-2 kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa % Dainaa: feather swarg bharii wo prem kii rainaa \-2 kahaa.N wo bachapan kaa pyaaraa sapanaa ( ab wo din hai.n na prem kii raate.n yaad magar hai.n pyaar kii baate.n ) \-2 man lene kii bholii ghaate.n \-2 laaj bhare tore do nainaa \-2 pyaaraa sapanaa #endindian \endsong