% ITRANS SONG # 15071; Created on Aug 16, 2004 \startsong \stitle{jawaa.N hai jahaa.N ... mai.n huu.N ke hai zi.ndagii zahar}% \film{Nayaa Ghar}% \year{1953}% \starring{Geeta Bali, Shekhar, Leela Chitnis}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 13, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian jawaa.N hai jahaa.N jhuum uThii har nazar mai.n huu.N ke hai zi.ndagii zahar \-2 nazar Dhuu.NDhatii hai na jaane kise \-2 ye aramaa.N bulaate hai.n jaane kise \-2 aa hu_ii muddate.n suunaa\-suunaa hai ghar mai.n huu.N ke hai zi.ndagii zahar \-2 ho haay tere bewafaa_ii \-2 mujhe maut bhii na aa_ii \-2 merii har du_aa har sadaa be\-asar mai.n huu.N ke hai zi.ndagii zahar \-2 chalaaye.nge aise zamaane ko ham kiye jisane dil pe ye laakho.n sitam \-2 aa.Nkh se jitane aa.Nsuu Tapake ban gaye aaj sitaare i.ntazaar me.n ab na jale.nge do nainaa matawaare % The version I heard ends here #endindian \endsong