% \startsong \stitle{agar mai.n puuchhuu.N javaab doge, dil kyo.n meraa ta.Dap rahaa hai}% \film{Shikari}% \year{1963}% \starring{Ragini, Ajit, Helen}% \singer{Rafi, Lata}% \music{G S Kohli}% \lyrics{Farouq Qaiser}% % % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % agar mai.n puuchhuu.N javaab doge dil kyo.n meraa ta.Dap rahaa hai tere hI dil me.n hai pyaar kuchh kuchh mere bhI dil me.n zaraa zaraa hai buraa na maano, to apane haatho.n ye bikharI zulfe.n, sa.Nvaar duu.n mai.n hasIn palako.n kI chhaa.Nv me.n ab ye saaraa jIvan guzaar duu.N mai.n ye dil kii baate.n koI na sun le sanam zamaanaa ba.Daa buraa hai, agar mai.n \threedots nazar bachaa ke, agar mai.n jaauu.n to meraa daaman, naa thaam lenaa koI jo puuchhe ye kyaa havaa hai kabhI bhii meraa naa naam lenaa lagaa ke dil se rakhe.nge ham to ye dard teraa diyaa huaa hai, agar mai.n \threedots ye Tha.nDii Tha.nDii, machalatii lahare.n hamaare dil ko, jalaa na jaae.n uThI hai tuufaa.N dil\-o\-nazar me.n kise bachaae.n kise sa.nbhaale.n na chain tumako naa hosh hamako ye kyaa huaa hai ye kyaa huaa hai, agar mai.n \threedots % #endindian \endsong %