% ITRANS SONG \startsong \stitle{kuchh aisaa chhe.D ... tujhe dekh ke machal gayaa aaj meraa man}% \film{Raagini}% \year{1958}% \starring{Kishore, Ashok Kumar, Padmini, Sundar, Achala Sachdev, Iftikhar}% \singer{Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian kuchh aisaa chhe.D uma.ngo.n kaa raag aaj kii raat ke jaa_e Kaab jawaanii ke jaag aaj kii raat zamaanaa jisako mohabbat kii aag kahataa hai dil\-o\-jigar me.n lagaa de.n wo aag aaj kii raat aa.N ( tujhe dekh ke machal gayaa aaj meraa man mere dil kii paayal baaje saiyaa.N chhan chhan chhan mere dil kii paayal baaje saiyaa.N chhan chhan chhan ) \-2 wo muskuraaye inaayat isii ko kahate hai.n nazar churaaye sharaarat isii ko kahate hai.n ye miiThii aa.Nkh michaulii ye dillagii ye adaa ajii huzuur muhabbat isii ko kahate hai.n aa.N ( tujhe dekh ke machal gayaa aaj meraa man mere dil kii paayal baaje saiyaa.N chhan chhan chhan mere dil kii paayal baaje saiyaa.N chhan chhan chhan ) \-2 aa tuu hai saliim meraa mai.n terii anaarakalii qubuul kar merii ulfat kii purabahaar kalii o taajadaar mere ishq kii bahaar hai tuu khilaa de aaj mere dil kii bekaraar kalii aa.N ( tujhe dekh ke machal gayaa aaj meraa man mere dil kii paayal baaje saiyaa.N chhan chhan chhan mere dil kii paayal baaje saiyaa.N chhan chhan chhan ) \-2 #endindian \endsong