% \startsong \stitle{terii jhiil-sii gaharii aa.Nkho.n me.n}% \film{Dhuen Ki Lakeer}% \year{1974}% \starring{Parveen Babi, Ramesh Arora, Deenu Harish, Preeti Ganguli}% \singer{Nitin Mukesh, Vani Jairam}% \music{Shyamji Ghanshyamji}% \lyrics{Rameshwar Tyagi}% % % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Transliterator: % Credits: Surajit A Bose % Editor: Vinay P Jain % Comments: First Film of Shyamji Ghanshyamji % \printtitle #indian ni: terii jhiil-sii gaharii aa.Nkho.n me.n kuchh dekhaa hamane vaa: kyaa dekhaa ni: tum bataao vaa: mai.n samajh ga_ii re diiwaane tuune raat koii sapanaa dekhaa ni: terii jhiil-sii gaharii ... ni: saa.Nso.n me.n chhipii dha.Dakan ke sa.ng jab pyaar ne lii thii a.Nga.Daaii ek swarg-parii chham-chham karatii baa.Nho.n me.n merii aa musakaaii madamast jawaanii kaa palako.n ke aa.Nchal me.n chhipanaa dekhaa vaa: mai.n samajh ga_ii re diiwaane tuune raat koii sapanaa dekhaa ni: terii jhiil-sii gaharii aa.Nkho.n me.n ni: amR^it ke saagar kii shruti ma.ndir ke diipak kii jyoti alha.D kamalo.n par pa.De hu_e hiire niilam maaNik motii terii uThatii-jhukatii palako.n me.n - 2 suuraj dekhaa chandaa dekhaa vaa: mai.n samajh ga_ii re diiwaane tuune raat koii sapanaa dekhaa ni: terii jhiil-sii gaharii aa.Nkho.n me.n #endindian \endsong