% ITRANS SONG \startsong \stitle{ek kalii naazo.n kii palii}% \film{Khazanchi/ The Cashier}% \year{1941}% \starring{M Ismael, Ramola, S D Narang, Manorama}% \singer{Shamshad}% \music{Ghulam Haider}% \lyrics{Wali Saheb}% % Contributor: [GEETANJALI], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Though Kosh does not mention it, it is Hindi playback % Debut of Shamshad Begum \printtitle #indian ( ek kalii naazo.n kii palii ek kalii naazo.n kii palii rahatii thii sadaa gulazaaro.n me.n ) \-2 charchaa thaa usake yauvan kaa charchaa thaa usake yauvan kaa niile aakaash ke taaro.n me.n \-2 ik din khel rahii thii ha.Ns ha.Ns ke haa haa haa haa ik din khel rahii thii ha.Ns ha.Ns ra.ng bara.nge phuulo.n me.n \-2 jhuul rahii thii jhuulaa Daale puShpalataa ke jhuulo.n me.n \-2 itane me.n ik bha.Nware ne us kalii se nain milaaye \-2 naino.n kii bhaaShaa me.n jaane kyaa kyaa bhed bataaye \-2 kalii jo ha.Ns kar phuul banii tab bha.Nwaraa aa gayaa paas \-2 chhin bhar me.n phir chiin liyaa sab ra.ng ruup aur baas \-2 #endindian \endsong