% ITRANS SONG \startsong \stitle{ab ke tajadiid\-e\-wafaa kaa nahii.n imkaa.N jaanaa.N}% \film{? (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian ab ke tajadiid\-e\-wafaa kaa nahii.n imkaa.N jaanaa.N yaad kyaa tujhako dilaaye.n teraa paimaa.N jaanaa.N zi.ndagii terii ataa thii so tere naam kii hai hamane jaise bhii basar kii teraa ahasaa.N jaanaa.N ab walawwal kii mohabbat ke nashe yaad to kar be piye bhii teraa cheharaa thaa gulistaa.N jaanaa.N muddato.n se yahii aalam na tawaqqo na ummiid dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.N jaanaa.N ham ke ruuThii hu_ii rut ko bhii manaa lete the hamane dekhaa hii na thaa mausam\-e\-hijraa.N jaanaa.N yuu.Nhii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai kis kadar jald badal jaate hai.n insaa.N jaanaa.N #endindian \endsong