% ITRANS SONG \startsong \stitle{bataa do tum hame.n be\-daad karanaa}% \film{Bata Do Tum (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{Riyaz Khairabadi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian bataa do tum hame.n be\-daad karanaa sikhaa de.n ham tumhe.n fariyaad karanaa ham aa jaaye.nge apanii yaad ban kar na bhuule se hame.n tum yaad karanaa tasawwur me.n ye ko_ii kah rahaa hai % not part of this ghazal wo unhe.n yaad kare.n jisane bhulaayaa ho kabhii hamane unako na bhulaayaa na kabhii yaad kiyaa tasawwur me.n ye ko_ii kah rahaa hai shab\-e\-furqat me.n hamako yaad karanaa 'riyaaz' ik mard\-e\-aaKir\-dii.n ho tum bhii samajh kar aakabat barabaad karanaa #endindian \endsong