% \startsong \stitle{ruk jaa o jaanevaalii ruk jaa, mai.n to raahii terii ma.nzil kaa}% \film{Kanhaiyya}% \year{1959}% \starring{Raj Kapoor, Nutan}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K.G. (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Satyan R. Coorg (satyan@au-bon-pain.lcs.mit.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % ruk jaa o jaane vaalii ruk jaa mai.n to raahii terii ma.nzil kaa nazaro.n me.n terii mai.n buraa sahii aadamii buraa nahii.n mai.n dil kaa \- (2) dekhaa hii nahii.n tujhako suurat bhii na pahachaanii tuu aake chalii chham se yuu.N Duubake din paanii \- (2) ruk jaa \threedots mud.hdat se mere dil ke sapano.n kii tuu raanii hai ab tak na mile lekin pahachaan puraanii hai \- (2) ruk jaa \threedots aa pyaar kii raaho.n me.n baaho.n kaa sahaaraa le duniyaa jise gaatii hai us giit ko doharaa le \- (2) ruk jaa \threedots % #endindian \endsong %