% ITRANS SONG \startsong \stitle{phir usase mile jisakii Kaatir badanaam huye}% \film{Best Of Ghulam Ali (Non-Film)}% \year{1990}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{Jamiluddin Ali}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 % it is also in Haseen Lamhen \printtitle #indian phir usase mile jisakii Kaatir badanaam huye badanaam huye the Kaas bahut ab tak aalii ab aam huye badanaam huye do lamhe chaa.Ndanii raato.n ke do lamhe pyaar kii baato.n ke ilzaam huye badanaam huye yuu.N to na ga_ii waa.N ko_ii Kabar par aaho.n ke Kaamosh asar paigaam huye badanaam huye yuu.N to na diye kuchh sukh hamako par unase jo pahu.Nche dukh hamako in_aam huye badanaam huye jab hone lage ye haal apane sab roshan saaf Kayaal apane ibahaam huye badanaam huye #endindian \endsong