% ITRANS SONG \startsong \stitle{wohii mizaaj wohii chaal hai zamaane kii}% \film{Once More (Non-Film)}% \year{1990}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{Saeed Raahi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian %prelude ek hame.n aawaaraa kahanaa ko_ii ba.Daa ilzaam nahii.n duniyaa waale dil waalo.n ko aur bahut kuchh kahate hai.n wohii mizaaj wohii chaal hai zamaane kii hame.n bhii ho ga_ii aadat fareb khaane kii mai.n saare shahar me.n tanhaa nahii.n hu_aa ruswaa sazaa milii hai tumhe.n bhii to dil lagaane kii sharaab milatii hai lekin hamaarii pyaas se kam ajiib rasm hai saaqii yahaa.N pilaane kii nazar bachaa ke tumhe.n dekhataa huu.N mahafil me.n nazar lage na kahii.n tumako is diwaane kii #endindian \endsong