% ITRANS SONG \startsong \stitle{yahii wafaa kaa silaa hai to ko_ii baat nahii.n}% \film{Aabshaar-E-Ghazal (Non-Film)}% \year{1985}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{Hariharan}% \lyrics{Shakeel}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian yahii wafaa kaa silaa hai to ko_ii baat nahii.n ye dard tuune diyaa hai to ko_ii baat nahii.n kise majaal kahe ko_ii mujhako diiwaanaa agar ye tumane kahaa hai to ko_ii baat nahii.n yahii bahut hai ki tum dekhate ho saahil se safiinaa Duub rahaa hai to ko_ii baat nahii.n jo aane waalaa hai kal usako kisane dekhaa hai wo hamase aaj judaa hai to ko_ii baat nahii.n #endindian \endsong