% \startsong \stitle{saa.Nso me.n dard dard me.n saa.Nse.n}% \film{Aakrosh}% \year{}% \starring{Naseeruddin Shah, Smita Patil, Amrish Puri, Om Puri}% \singer{Madhuri Purandare}% \music{Ajit Varman}% \lyrics{Suryabhanu Gupt}% % % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Editor: % Comments: Govind Nihalani film. A cool breeze of a song. % \printtitle #indian % saa.Nso.n me.n dard, dard me.n saa.Nse.n basii huii (2) ham me.n koii, kisii me.n samaae hue hai.n ham hokar bhii, apane aap ko paae hue hai.n ham ham me.n koii, kisii me.n samaae hue hai.n ham saa.Nso.n me.n dard, dard me.n saa.Nse.n basii huii lete hai.n ab saa.Ns bhii ilzaam ki tarahaa (2) ghar aise bastiyo.n me.n basaae hue hai.n ham ham me.n koii \threedots basii huii chhoDaa hai ham ko laake mohabbat ne ye kahaa.N (2) apane lie bhii jaise paraae hue hai.n ham ham me.n koii \threedots basii huii aayaa hai pesh ham se zamaanaa kuchh is tarahaa (2) apane gale se khud ko lagaae hue hai.n ham ham me.n koii \threedots basii huii % #endindian \endsong %