% \startsong \stitle{saavan kaa mahiinaa, pavan kare sor}% \film{Milan}% \year{}% \starring{Sunil Dutt, Nutan}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mu: saavan kaa mahiinaa, pavan kare sor la: pavan kare shor mu: pavan kare sor la: pavan kare shor mu: are bAbA shor nahI.n sor, sor, sor la: pavan kare sor hA.n, jiyaraa re jhuume aise, jaise banamaa naache mor ho saavan kaa mahiinaa \threedots maujavaa kare kyaa jaane, hamako ishaaraa jaanaa kahaa.N hai puuchhe, nadiyaa kii dhaaraa marazii hai tumhaarii, le jaao jis or jiyaraa re jhuume aise \threedots raamaa gajab Dhaae, ye purava_iyaa na_iyaa sambhaalo kit, khoe ho khiva_iyaa purava_iyaa ke aage, chale naa koii zor jiyaraa re jhuume aise \threedots jinake balam bairii, gae hai.n bidesavaa laa_ii hai jaise unake, pyaar kaa sa.ndesavaa kaalii a.ndhiyaarii, ghaTaae.n ghanaghor jiyaraa re jhuume aise \threedots % #endindian \endsong %