% \startsong \stitle{sach bataa tuu mujh pe fidaa}% \film{Sone Ki Chidiya}% \year{1958}% \starring{Talat, Nutan, Balraj Sahni}% \singer{Asha, Talat}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % a : sach bataa tuu mujh pe fidaa, are, kyuu.N huaa aur kaise huaa t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa yuu.N huaa aur aise huaa a : sach bataa tu mujh pe fidaa a : naazanii.n mai.n hii nahii.n hai.n yahaa.N laakho.n hasii.n (mujhase hii tujhe pyaar kyuu.N huaa dil pe nazaro.n kaa vaar kyuu.N huaa) \- 2 t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa t : saa.Nvalii suurat terii, mohanii muurat terii (terii dhun mujhe be-sabab nahii.n aur jalavo.n me ye Gazab nahii.n) \- 2 maar ga_ii terii baa.Nkii adaa a : shukariyaa, ai meharabaa.N, mil gaye mujhe do jahaa.N (besaharaa thi tum nahii.n mujhe aaj duniyaa kaa Gam nahii.n mujhe) \- 2 a : sach bataa tuu mujh pe fidaa, are, kyuu.N huaa aur kaise huaa t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa yuu.N huaa aur aise huaa % #endindian \endsong %