% \startsong \stitle{shaq nahii.n rupaye me.n paa_ii kaa}% \film{Raagrang}% \year{1952}% \starring{Geeta Bali}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Sarshar Silani}% % % Contributor: Anil Hingorani (hingorani_anil@jpmorgan.com) % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: May 11, 1998 % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % shaq nahii.n rupaye me.n paa_ii kaa duniyaa hai naam safaa_ii kaa ye duniyaa heraa pherii hai kabhii terii hai to kabhii merii hai tu.ndunaa tu.ndunaa shuur, kalii kali.ngan shuur o o o baabuujii, o baabuujii, khel safaa_ii kaa shaq nahii.n \threedots chaTak chaTak chaTakaare lekar sunane vaale mere taraane muft baarii ke gaye zamaane jald nikaalo do do aane o naa naa ek aanaa ham nahii.n maa.Ngataa din hai ye maha.ngaa_ii kaa shaq nahii.n \threedots dhan daulat ke matavaalo.n kii har baat niraalii hotii hai baazaar me.n nikale diivaalaa aur ghar me.n diivaalii hotii hai hai ye bhii ra.ng kamaa_ii kaa shaq nahii.n \threedots % #endindian \endsong %