% \startsong \stitle{tere chahare me.n vo jaaduu hai, bin Dor khii.nchaa jaataa huu.N}% \film{Dharmatma}% \year{}% \starring{Feroz Khan, Hema Malini, Rekha}% \singer{Kishore}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % (EHE100@psuvm.psu.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % tere chehare me.n vo jaaduu hai, bin Dor khi.nchaa jaataa huu.N jaanaa hotaa hai aur magar, terii aur chalaa aataa huu.N jab se tujhako dekhaa hai, dekh ke khuda ko maanaa hai maanake dil ye kahataa hai, merii khushiyo.n kaa tuu hai khajaanaa paanaa tujhako mushkil hii sahii, paane ko machal jaataa huu.N tere chehare me.n \threedots terii hiire jaise aa.Nkhe.n, aa.Nkho.n me.n hai laakho.n baate.n baato.n me.n ras kii barasaate.n, mujhame.n pyaar kii pyaas jagaaye chal pa.Date hai.n tere saath kadam, mai.n rok nahii.n paataa huu.N tere chehare me.n \threedots % #endindian \endsong %