% \startsong \stitle{tere husn kii kyaa taariif karuu.N kuchh kahate hue bhii Darataa huu.N}% \film{Leader}% \year{}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayanthimala}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % rafii: (dhiime) tere husn kii kyA taariif karuu.N kuchh kahate hue bhI Darataa huu.N (tej) tere husn kii kyA taariif karuu.N tere husn kii tere husn kii kyA taariif karuu.N kuchh kahate hue bhI Darataa huu.N kahii.n bhuul se tU nA samajh baiThe kii mai.n tujhase mohabbat karataa huu.N lataa: mere dil me.n kasak sI hotI hai, mere dil me.n mere dil me.n kasak sI hotI hai tere raah se jab mai.n guzaratii huu.N is baat se ye nA samajh lenaa kii mai.n tujhase mohabbat karatii huu.N rafii: (terI baat me giito.n kii saragam terI chaal me paayal kii chham chham ) \- 2 koI dekh le tujhako ek najar \- 2 mar jaae.n terI aa.Nkho.n kasam mai.n bhI huu.N ajab ik dIvaanaa marataa huu.N nA aahe.n bharataa huu.N kahii.n bhuul se tU nA samajh baiThe kii mai.n tujhase mohabbat karataa huu.N dono: aa\threedots lataa: (mere saamane jab tU AtA hai jii dhak se meraa ho jaataa hai ) \- 2 letii hai tamannaa a.nga.Daayii \- 2 dil jaane kahaa.N kho jaataa hai mahasuus ye hotA hai mujhako jaise mai.n terA dam bharatii huu.N is baat se ye nA samajh lenaa kii mai.n tujhase mohabbat karatii huu.N rafii: tere husn kii kyA taariif karuu.n kuchh kahate hue bhI Darataa huu.N kahii.n bhuul se tU nA samajh baiThe kii mai.n tujhase mohabbat karataa huu.N % #endindian \endsong %