% \startsong \stitle{tum jo aao to pyaar aa jaae}% \film{Sakhi Robin}% \year{1962}% \starring{Ranjan, Shalini}% \singer{Manna De, Suman Kalyanpur}% \music{Robin Banerjee}% \lyrics{Yogesh}% % % Contributor: Roopa % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/17/1996 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % \printtitle #indian % tum jo aao to pyaar aa jaae zi.ndagii me.n bahaar aa jaae kyaa kahuu.N tumase kah nahii.n sakataa bin tumhaare mai.n rah nahii.n sakataa tumako Gar aitabaar aa jaae zi.ndagii me.n bahaar aa jaae dil pe mujhako to aitabaar nahii.n yah vo shay hai jise qaraar nahii.n dil pe Gar ikhtiyaar aa jaae zi.ndagii me.n bahaar aa jaae jab tamannaa shabaab par aae har taraf ik Kumaar saa chhaae zah\-e\-qismat jo yaar aa jaae zi.ndagii me.n bahaar aa jaae % #endindian \endsong %