% \startsong \stitle{tuu husn hai mai.n ishq huu.N}% \film{Hamraaz}% \year{1967}% \starring{Sunil Dutt, Vimi, Rajkumar}% \singer{Mahendra Kapoor, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sat Jan 27 1996 % Credits: Vijay Kumar K % Editor: Vinay P Jain % Comments: % \printtitle #indian % tuu husn hai mai.n ishq huu.N, tuu mujh me.n hai mai.n tujh me.n huu.N mai.n isake aage kyaa kahuu.N, tuu mujh me.n hai mai.n tujh me.n huu.N ma: o soniye aa: o mere mahivaal ma: aajaa oy aajaa aa: paar nadii ke mere yaar kaa Deraa ma: tere havaale rabbaa dilbar meraa aa: raat balaa kii ba.Dhataa jaae, laharo.n kaa gheraa qasam Khudaa kii aaj hai mushkil milanaa meraa dono: Khair karii rabbaa saath jiye.nge saath mare.nge yahii hai fasaanaa aa: kahaa.N saliim kaa rutabaa kahaa.N anaarakalii -2 ye aisii shaaKh-e-tamannaa hai, jo kabhii na phalii -2 ma: na bujh sakegii bujhaane se, ahl-e-duniyaa ke -2 vo shamaa jo terii aa.Nkho.n me.n, mere dil me.n jalI -2 aa: huzuur ek na ek din ye baat AegI -2 ke taKht-o-taaj bhale hai.n ke ek kaniiz bhalii -2 ma: mai.n taKht-o-taaj ko Thukaraa ke tujhako le luu.Ngaa -2 ke taKht-o-taaj se terii galii kii Khaak bhalii -2 dono: saath jiye.nge saath mare.nge yahii hai fasaanaa -2 % % (rutabaa = stature; shaaKh\-e\-tamannaa = bough of desire; % ahl-e-duniyaa = people of this world) % #endindian \endsong %