% \startsong \stitle{tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n, jaane naa meraa dil diivaanaa}% \film{Tere Ghar Ke Saamne}% \year{}% \starring{Dev Anand, Nutan}% \singer{Rafi}% \music{S D Burman}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % Here is a Rafi solo from 'Tere Ghar ke Saamne'. % % Dev walks on the rain-drenched streets looking for Nutan and % finally she comes out in the balcony of her house.. % % Have a nice day! % % bye % satish % tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n maane naa meraa dil diivaanaa haay re \threedots maane naa meraa dil diivaanaa he \threedots ba.Daa naTakhaT hai samaa \- 2 har nazaaraa hai javaa.N chhaa gayaa chaaro.n taraf, merii aaho.n kaa dhuaa.N dil meraa, merii jaa.N, naa jaanaa \threedots tuu kahaa.N \threedots o o \threedots aaii jab Tha.nDii havaa \- 2 maine puuchhaa jo pataa vo bhii kataraake gaI, aur bechain kiyaa pyaar se, tuu mujhe, de sadaa \threedots tuu kahaa.N \threedots he \threedots chaa.nd taaro.n ne sunaa \- 2 in bahaaro.n ne sunaa dard kaa raag meraa, rahaguzaaro.n ne sunaa tuu bhii sun, jaaneman, aa bhii jaa \threedots tuu kahaa.N \threedots o o \threedots pyaar kaa dekho asar \- 2 aae tum thaame jigar mil gaI aaj mujhe, merii manachaahii Dagar kyuu.N chhupaa, ek jhalak, phir dikhaa \threedots tuu kahaa.N \threedots % #endindian \endsong %