% \startsong \stitle{ai vatan ke naujavaano.n jaag aur jagaa ke chal}% \film{Baaz}% \year{1953}% \starring{Geeta Bali, Guru Dutt}% \singer{Geeta, chorus}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 02/20/1997 % Credits : Vish Krishnan, Neha Desai % \printtitle #indian % o o aa har zabaa.n rukii rukii, har nazar jhukii jhukii kyaa yahii hai zi.ndagii, kyaa yahii hai zi.ndagii ai vatan ke naujavaano.n, jaag aur jagaa ke chal \- 2 (koras: jaag aur jagaa ke chal) zulm jis kadar ba.Dhe, aur sar uThaa ke chal (koras: jaag aur jagaa ke chal) (kaamp hai terii nazar, unake dil me.n chor hai un me.n bal hai, tere bhii baazuo.n zor hai) \- 2 zaalimo.n kaa huruur Kaak me.n milaa ke chal ai vatan ke naujavaano.n \threedots (kyaa sama.ndaro.n kaa shor, aur bha.Nvar kii chaal hai tere aage sar uThaae, mauj kii majaal kyaa) \- 2 khol zi.ndagii kii naav, baadabaa.n u.Daa ke chal ai vatan ke naujavaano.n \threedots (kaaravaa.n vatan kaa aaj Daakuo.n me.n ghir gayaa zulm ke a.ndhere me.n aa rahii hai is sadaa) \- 2 i.nteqaam kaa mashaal haath me.n jalaa ke chal koras: i.nteqaam, i.nteqaam, i.nteqaam % #endindian \endsong %