% \startsong \stitle{aise na mujhe tum dekho, siine se lagaa luu.Ngaa}% \film{Darling Darling}% \year{}% \starring{Dev Anand, Zeenat Aman}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Neeraj Deshmukh (deshmukh@isip01.isip.msstate.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Oct 22 1995 % Credits: Syed Rizwan (rizwan@jupiter.sparco.com) % Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % aise na mujhe tum dekho siine se lagaa luu.Ngaa tum ko mai.n churaa luu.Ngaa tumase dil me.n basaa (chhupaa???) luu.Ngaa tere dil se ai dilabar dil meraa kahataa hai pyaar ke dushman log mujhe Dar lagataa rahataa hai thaam lo tum merii baaho.n mai.n tumhe.n sambhaaluu.Ngaa tumako mai.n churaa luu.Ngaa tumase dil me.n basaa luu.Ngaa dhiimii\-dhiimii aag se sholaa bha.Dakaayaa hai duur se tumane is dil ko kitanaa ta.Dapaayaa hai mai.n ab is dil ke saare armaa.n nikaaluu.Ngaa tum ko mai.n churaa luu.Ngaa tumase dil me.n basaa luu.Ngaa pyaar ke daaman me.n chun kar ham phuul bhar le.nge raaste ke saare kaa.NTe duur kar de.nge jaan\-e\-man tumako apanii mai.n jaan banaa luu.Ngaa tum ko mai.n churaa luu.Ngaa tumase dil me.n basaa luu.Ngaa % #endindian \endsong %