% \startsong \stitle{vo ham se chup hai.n ham un se chup hai.n manaane vAle, manaa rahe.n hai.n}% \film{Sargam}% \year{1950}% \starring{}% \singer{Chitalkar, Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{P L Santoshi}% % % Producer: Filmistan % % Contributor: rameshh@acad1.tp.ac.sg (Ramesh Hariharan) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % chi: vo ham se chup hai.n, ham unase chup hai.n l: manaane vAle, manaa rahe.n hai.n chi: vo ham se chup hai.n, ham unase chup hai.n l: manaane vAle, manaa rahe.n hai.n chi: nigaahe.n uTh uThake jhuk rahI hai.n \- 2 l: maze muhabbat ke aa rahe.n hai.n dono: vo ham se chup hai.n \threedots chi: ye jhuuThI aahe.n, ye jhuuThe aa.Nsuu \- 2 jhalak rahe.n hai.n, jo har palak me.n l: bataa rahe.n hai.n bataa rahe.n hai.n, ke TuuTe dil do hazaaro.n sadame uThaa rahe.n hai.n dono: maze muhabbat ke aa rahe.n hai.n vo hamase chup hai.n \threedots l: gha.Dii me.n biga.De, gha.Dii me.n jhaga.De \- 2 hai.n baiThe phir bhI aisI adA se, aisI adA se chi: dabaa ke apane ho.nTho.n ko dono, ha.nsii ko apanii chhipaa rahe.n, dono : maze muhabbat ke aa rahe.n hai.n vo hamase chup hai.n \threedots % #endindian \endsong %